bhula do bhula do ..vo baatein purani...jo dil ko jalati rahin..........
vo yadein tumhari..vo batein tumhari...jo hamko satati rahin....
vo kaisi subah thi ...khushiyon ka tha safar
sab yaar sang the ..koi thi na fikar
dukh aaya, sukh khoya ........gum ban gaya humsafar.
apne kya paraye kya..sab rang hain ek se
kache sab dhage hain....ye band hain raet ke
manzil na saathi hai..chalta hun mein bekhabar
bhula do bhula do..vo baatein purani..jo dil ko jalatoi rahin...
vo yadein tumhari..
voi batein tumhari..
jo hjmko satati rahin ..............................................!!
11 January 2007
Bhula Do!! - Doleful
Posted by
Martin Selva
at
10:22 AM
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment