11 January 2007

Bhula do Bhula .....

Bhula do Bhula do....vo baatein purani..jo dil ko jalati rahin
vo yadein tumhari..vo batein tumhari..jo hamko satati rahin....

vo kaisi subah thi..khushiyon ka tha safar...
sab yaar sang the..koi thi na fikar

dukh aaya, sukh khoya..gum ban gaya humsafar........

apne kya paraye kya...sab rang hain ek se.....
kache sab dhage hain...ye band hain ..raet ke

manzil na saathi hai .....chalta hun mein bekhabar


0 comments: